
Mohabbat usse karo jo Hasil ho sake
aksar jo hasil Nahin Ho
pata usse Mohabbat nahin mana jaata
Enjoy Every Movement of life!

Ab nahi ayege wo din kabhi lautkr😨”
Jinki hm friyaad kiya krte the😑.,.
bhool gye ab wo log😏,
jo hmko yad krke soya krte 😣…@Anjali/D❤.
Chal mere hamnashi ab kahi aur chal,
Is chaman mein ab apna guzara nhi,
Baat hoti gulo tkk to seh lete hum,
Ab kaanton pe bhi hak hmara nahi💔
चल मेरे हमनशीं अब कहीं और चल,
इस चमन में अब अपना गुजारा नहीं,
बात होती गुलों तक तो सह लेते हम,
अब काँटों पे भी हक हमारा नहीं।💔