Skip to content

Ummed h bewajah || hindi shayari

Percentage pe jor dekr tum, ghyan ki umeed rkhte ho,

Krwake dange khud hi,

Shanti ki umeed rkhte ho,

Reservation ne bigad diye jo youth yaha,

Free me sab kuch dekr ,

Tum mehnat ki umeed rkhte ho ,

Paisa doge tab bnega afsar aapka beta,

Bolkr ye tum unse imandaari ki umeed rkhte ho,

Sab kuch chayein jinhe comfort zone me hi,

Kyun tum phir unse kranti ki umeed rkhte ho.

Title: Ummed h bewajah || hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Sirf sehne wala hi jaanta hai dard ke baare

Sirf sehne wala hi jaanta hai dard ke baare



nahin chaahie kuchh bhee || Bewafaa shayari Hindi

nahin chaahie kuchh bhee teree ishq ki dookaan se,
har cheej mein milaavat hai bewafai ki……

नहीं चाहिए कुछ भी तेरी इश्क़ कि दूकान से,
हर चीज में मिलावट है बेवफाई कि……

Title: nahin chaahie kuchh bhee || Bewafaa shayari Hindi