Skip to content

Unjh hakkem badhe ne || 2 lines dard shayari

ik tere zakham da hi koi ilaaz ni nikleyaa
unj mere shehar ch hakeem badhe ne

ਇਕ ਤੇਰੇ ਜਖ਼ਮ ਦਾ ਹੀ ਕੋਈ ਇਲਾਜ ਨੀ ਨਿਕਲਿਆ…..
ਉਂਜ ਮੇਰੇ ਸ਼ਹਿਰ ‘ਚ ਹਕੀਮ ਬੜੇ ਨੇ..!!🖤🔥

Title: Unjh hakkem badhe ne || 2 lines dard shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dil toh har roz toot ta hai || sad shayari

Dil toh har roz toota hai,
Bas awaz nahi ati.
Cheeq toh har roz nikalti hai,
Bas sunayi nahi deti.
Ek safar hi toh hai,
Naya sabera – nayi umeed,
Naye rasta – nayi mushkil,
Phir raat – phir wahi halat.
Umeedien toh khwab mein bhi nahi ati.
Manzil toh har baar dur hoti hai,
Thakan bhi toh har roz hoti hai.
Bas musafir ruk nahi sakti.

Title: Dil toh har roz toot ta hai || sad shayari


dard kee deevaar || Sad alone hindi shayari

dard kee deevaar par phariyaad likha karate hain,
har raat tanhaee ko aabaad kiya karate hai…

दर्द की दीवार पर फरियाद लिखा करते हैं,
हर रात तन्हाई को आबाद किया करते है…

Title: dard kee deevaar || Sad alone hindi shayari