Skip to content

Unke Liye Zindagi Luta Baithe || Hundi love and dard shayari

Dil Se Roye Magar Honthon Se Muskura Baithe,
Yun Hi Hum Kisi Se Wafa Nibha Baithe,
Wo Humein Ek Lamha Na De Paye Apne Pyaar Ka,
Aur Hum Unke Liye Zindagi Luta Baithe!

Title: Unke Liye Zindagi Luta Baithe || Hundi love and dard shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Uske dil mein || two line Hindi shayari

Uske dil mein mera ek thikana
Ye dil ko khush rakhne ka hai ascha bahana😁

उसके दिल में मेरा एक ठिकाना
ये दिल को खुश रखने का है अच्छा बहाना😁

Title: Uske dil mein || two line Hindi shayari


Khamoshi rakh laini e || truth life shayari

hazaara jawaaba to changi hundi hai khamoshi
na-zaane kinne sawaala di ijjat rakh laindi e

ਹਜ਼ਾਰਾ ਜੁਆਬਾ ਤੋਂ ਚੰਗੀ ਹੁੰਦੀ ਹੈ ਖਾਮੋਸ਼ੀ,
ਨਾਜਾਨੇ ਕਿੰਨੇ ਸਵਾਲਾਂ ਦੀ ਇੱਜ਼ਤ ਰੱਖ ਲੈਦੀ ਏ !💯

Title: Khamoshi rakh laini e || truth life shayari