Skip to content

Urdu Ghazal or Shayari

دیکھ کر یہ قرب حیرت زدہ ہوتے رہے لوگ
ساتھ تیرا اس طرح عطا کرے رب مجھے

DEKH KAR YEH QURB HAIRAT ZADAA HOTE RAHE LOG
SAATH TERA IS TARHA ATAA KARE RAB MUJHE

Title: Urdu Ghazal or Shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Khayal to yahi hai ki tera khayal na karu || love Hindi shayari

Love Hindi shayari || Khayal to Yahi hai ke tera khayal Na karu
Mein kese is baat ko byan na karu
Mujhse chupi nhi hai teri koi bhi baat
Mein kese tujhe shod du or tera khayal na karu
Khayal to Yahi hai ke tera khayal Na karu
Mein kese is baat ko byan na karu
Mujhse chupi nhi hai teri koi bhi baat
Mein kese tujhe shod du or tera khayal na karu

Title: Khayal to yahi hai ki tera khayal na karu || love Hindi shayari


Ishq se bharosa uth jayega || sad hindi shayari

Galti se bhi kisi se yeh mat keh dena ki tumhe humse ishq tha
Warna logo ka ishq par se bharosa uth jayega…🖤🖤

गलती से भी किसी से ये मत कह देना की तुम्हे हमसे इश्क़ था
वरना लोगों का इश्क पर से भरोसा उठ जाएगा…🖤🖤

Title: Ishq se bharosa uth jayega || sad hindi shayari