Skip to content

URDU GHAZAL OR SHAYARI || hindi shayari || two line shayari

MAA TUJHE SALAMAT RAKHE RAB HAMESHA
TAL JAATI HAIN HAR BALAA BADLE DUAAON KE

ماں تجھے سلامت رکھے رب ہمیشہ
ٹل جاتی ہیں ہر بلا بدلے دعاؤں کے

Title: URDU GHAZAL OR SHAYARI || hindi shayari || two line shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Janmeman tum || Hindi funny shayari

कुछ बोलूं तो इतराते बहुत हो,

जानेमन तुम मुस्कुराते बहुत हो,

मन करता है तुम्हे दावत पर बुलाऊँ,

लेकिन जानेमन तुम खाते बहुत हो।

Title: Janmeman tum || Hindi funny shayari


Shayaro ki mehfil m bhi mera Naam hai….

Tu chhd ke gayi hai,

Kitno ki luti sham hai.

Jane kitno ke dil tode hai,

Tera yhi to ek Kaam hai.

Kehti thi kamyab na hoga kabhi;

Mere ishq ka imtihan lete the sabhi.

Arey ek dafa Nazar ghumake dekh meri jaan,

Ab to shayaro ki mehfil m bhi mera Naam hai….

–Hiral Singh

Title: Shayaro ki mehfil m bhi mera Naam hai….