Skip to content

Use meri bhi yaad aayegi || sad but true || Hindi shayari

Mere siwa sari kayanat uske zehan mein hai,
Lagta hai abhi sab khairiyat hai,
Zara tabiyat nasaaz to hone do,
Fir use meri bhi yaad aayegi…🙌🥀

मेरे सिवा सारी कायनात उसके ज़हन में है,
लगता है अभी सब खैरियत है,
ज़रा तबियत नासाज़ तो होने दो,
फिर उसे मेरी भी याद आयेगी…🙌🥀

Title: Use meri bhi yaad aayegi || sad but true || Hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


koi ohde warga nahi || true love shayari in 2 lines

nafrat nahi mainu ohda moh chahida e
koi ohde warga nahi bas oh chahida hai

ਨਫ਼ਰਤ ਨਹੀਂ ਮੈਨੂੰ ਉਹਦਾ ਮੋਹ ਚਾਹੀਦਾ ਏ,
ਕੋਈ ਉਹਦੇ ਵਰਗਾ ਨਹੀਂ ਬਸ ਉਹ ਚਾਹੀਦਾ ਏ

Title: koi ohde warga nahi || true love shayari in 2 lines


Khubsurti ka intehaa hain tu || love shayari hindi

Tujhe palko pe bithane ko jee chahta hai
Teri baho se lipatne ko jee chahta hai,
Khubsurti ka intehaa hain tu,
Tuje zindagi me basane ko jee chahta hai.

Title: Khubsurti ka intehaa hain tu || love shayari hindi