Skip to content

Uski ankhon mein dubne ke liye || love Hindi shayari

ख़ुद को हम यूँ तबाह कर लेंगे
ख़ूबसूरत गुनाह कर लेंगे

सारी दुनिया से हो के बे-परवा
उस की जानिब निगाह कर लेंगे

उस की आँखों में डूबने के लिए
अपने दिल से सलाह कर लेंगे


Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Waqt || hindi shayari

Zindagi shayari || waqt shayari || true line shayari




Yaad hai ?

Yaad hai wo raat jbb humne tumhe

chaand aur khud ko Tara kaha tha

Hazaar dafa tutne ko taiyaar the jbb

Tumhe khudko humara kaha thaa

Aur humne tumhre jaane ka gam nhi kiya

Kyunki tumne jaane ki wjh khud ko

Kisi ka sahara kaha tha….

~priyanshi pathak

Title: Yaad hai ?