Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Zinda hai ye badi hairani || beautiful sad hindi shayari
In ankhon mein surat teri suhani hai ❣️
Mom ki trah se pighal rahi meri jwani hai 😶
Jis trah se sitam hue the hum par mar jana chahiye tha 🙃
Par zinda hai ye badi hairani hai 😔
इन आँखों में सूरत तेरी सुहानी है, ❣️
मोम की तरह से पिघल रही मेरी जवानी है, 😶
जिस तरह से सितम हुए थे हम पर मर जाना चाहिये था, 🙃
पर जिन्दा है, ये बड़ी हैरानी है😔
Title: Zinda hai ye badi hairani || beautiful sad hindi shayari
bewafa zuban izhar kar bethai
Kasoor toh tha hi en nigaaho ka, Joh chupke se deedar kar bethai,
Humne to khamosh rehne ki thani thi Par bewafa ye zuban izhar kar bethai.

