Skip to content

Uski Tareef Main chand Alfaaz || love hindi shayari

Uska chand sa Noorani chehra dekhne se, Meri subah main bhi ho jaati raat. 
Insaano main wo shaamil na hoti, Fariston jesi thi usme kuch baaat. 
Sukhi sukhi dukh bhaari zameen main bhi, khushiyon ki toofani baarish hoti jab hoti wo mere saath. ❤️

उसका चाँद सा नूरानी चेहरा देखने से, मेरी सुबह मेंभी हो जाती रात
इंसानों में वो शामिल न होती, फरिश्तों जैसी थी उसमें कुछ बात
सूखी सूखी दुख भरी ज़मीन में भी
खुशियों की तूफानी बारिश होती जब होती वो मेरे साथ❤️

Title: Uski Tareef Main chand Alfaaz || love hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Heart touching lines || ghaint Punjabi shayari

Jo sab da thukraya hunda e
Oh aksar khuda da apnaya hunda e❤️..!!

ਜੋ ਸਭ ਦਾ ਠੁਕਰਾਇਆ ਹੁੰਦਾ ਏ
ਉਹ ਅਕਸਰ ਖੁਦਾ ਦਾ ਅਪਣਾਇਆ ਹੁੰਦਾ ਏ❤️..!!

Title: Heart touching lines || ghaint Punjabi shayari


Tere zakhmo ko || hindi sad shayari

Tu bewafa hai yeh tujhe || hindi shayari
Tu bewafa hai yeh tujhe
kabhi keh na sakaa
nazaane kyu tere bin reh na sakaa
yeh to mere shabad hai jo
mujhe sambhale huye hai
warnaa mai toh tere diye
zakhmo ko bhi seh naa skaa