Skip to content

Vadh gaye ne faasle shayad || sad but true shayari || Punjabi status

Faasle vdh gaye ne shayad
Taan hi dil de haal hun sanjhe nhi hunde..!!

ਫ਼ਾਸਲੇ ਵੱਧ ਗਏ ਨੇ ਸ਼ਾਇਦ
ਤਾਂ ਹੀ ਦਿਲ ਦੇ ਹਾਲ ਹੁਣ ਸਾਂਝੇ ਨਹੀਂ ਹੁੰਦੇ..!!

Title: Vadh gaye ne faasle shayad || sad but true shayari || Punjabi status

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Nakal to kar lega || 2lines shayari attitude

Tu meri nakal to kar lega
lekin barabri kaise karega

तू मेरी नक़ल तो कर लेगा,
लेकिन बराबरी कैसे करेगा..!!

Title: Nakal to kar lega || 2lines shayari attitude


Hath to milaya kar || Hindi shayari

Khud ko itna bhi matt bachaya kar
Barishein ho to bheeg jaya kar
Chand lakar koi nahi dega
Apne chehre se jagmagaya kar
Dard heera hai dard moti hai
Dard ankhon se mat bahaya kar
Kaam le kuch haseen hontho se
Baaton baaton mein muskuraya kar
Kaun kehta hai dil milane ko
Kam se kam hath to milaya kar..😊

खुद को इतना भी मत बचाया कर,
बारिशें हो तो भीग जाया कर।
चाँद लाकर कोई नहीं देगा,
अपने चेहरे से जगमगाया कर।
दर्द हीरा है, दर्द मोती है,
दर्द आँखों से मत बहाया कर।
काम ले कुछ हसीन होंठो से,
बातों-बातों में मुस्कुराया कर
कौन कहता है दिल मिलाने को,
कम-से-कम हाथ तो मिलाया कर।😊

Title: Hath to milaya kar || Hindi shayari