Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Nikalta chand || Shayari hindi
Nikalta chand sabko pasand aata hai
Doobta suraj kaun dekhna chahta hai
Toot’ta hua taara sabki dua isliye poori karta hai
Kyuki use tootne ka dard maalum hota hai…
Title: Nikalta chand || Shayari hindi
Na piche dekh || motivational shayari || life Hindi shayari
Chal rha to chal………na piche dekh ruk matt…
na khud ko rok…. bs age bdne ki soch…
pathar atte hai zindagi mai….taraash unko or heera bnn
Chal rha to chal..na piche dekh…
safr bhut hai ..mazil ab ..door..
na piche dekh …chal rha h to chal.. na piche dekh…
