Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Aye dost Mehsoos ki hai teri zaroorat
Aye dost hum ne tark-e-mohabbat ke bawjood,
Mehsoos ki hai teri zaroorat kabhi kabhi..
Title: Aye dost Mehsoos ki hai teri zaroorat
Aap Ki Khatir || 2 lines status
Aap Ki Khatir Agar Hum Loot Bhi Lein Aasmaan,
Kya Milega Chand Chamkeele Se Sheeshe Tod Ke.
आप की खा़तिर अगर हम लूट भी लें आसमाँ,
क्या मिलेगा चंद चमकीले से शीशे तोड़ के।
