Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Ehsaas hamesha rahega || ehsaas shayari
Jab bhi ehsaas ho ke duriya zaruri hai
tho phir dil ko sambhal lo
ke dilo ka dur hona bhi zaruri hai
warna hum tho dur jayenge par
shayad ehsaas hamesha rahjayenge…..💚
Title: Ehsaas hamesha rahega || ehsaas shayari
tere yaar ke kitne || funny shayari hindi
maana ki shehar me teri khoob-soorti ke charche hai
kabhi aakar to dekh mere gaao me to pata chalega ki tere yaar ke kitne bachhe hai
माना की शहर में तेरी खूबसूरती के चर्चे हैं
कभी आकर तो देख मेरे गांव में तो पता चलेगा की तेरे यार के कितने बच्चे हैं

