Skip to content

Vichodha Punjabi shayari ||Naroyia dil mera

Naroyia dil mera gmaa de teer kha aghaat ho gya
puniyaa di chamak c sade chehre te
ni tere jaan magron
eh masiyaa di kali raat ho gya

ਨਰੋਇਆ ਦਿਲ 💔 ਮੇਰਾ ਗਮਾਂ ਦੇ ਤੀਰ ਖਾ ਅਘਾਤ ਹੋ ਗਿਆ
ਪੁੰਨਿਆ ਦੀ ਚਮਕ ਸੀ ਸਾਡੇ ਚਹਿਰੇ ਤੇ
ਨੀ ਤੇਰੇ ਜਾਣ ਮਗਰੋਂ
ਇਹ ਮੱਸਿਆ ਦੀ ਕਾਲੀ ਰਾਤ ਹੋ ਗਿਆ 😩😩 #GG

Title: Vichodha Punjabi shayari ||Naroyia dil mera

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


MAINU POORA YAKIN || Sad and Sahi Status

Jithe waqt jajj
te naseeb mera wakeel c
oh harna hi c me mukadma
mainu oura yakeen c

ਜਿੱਥੇ ਵਕਤ ਜੱਜ
ਤੇ ਨਸੀਬ ਮੇਰਾ ਵਕੀਲ ਸੀ
ਉਹ ਹਾਰਨਾ ਹੀ ਸੀ ਮੈਂ ਮੁਕਦਮਾ
ਮੈਨੂੰ ਪੂਰਾ ਯਕੀਨ ਸੀ

Title: MAINU POORA YAKIN || Sad and Sahi Status


Intezaar || hindi shayari || janamdin shayari

Shukriyaa khuda ka zameen pe utara aapko aaj ke din
Chalo ek aur dafa manaaye yeh haseen din aapke bin
Muntazir toh iss tarah rehta hai pagla jaise dil milenge iss din
Apna bhool jaunga par nahi bhool paunga aapka janamdin..

Jab tum deewar par apna sar rakhti ho
Toh bahot khoobsurat lagti ho..
Phir jab tum muskura deti ho
Toh usse bhi jyada khoobsurat lagti ho..

Kehdo ki jab main tumhe din mein
Pehli dafa dekhta hoon
Toh mugh par nazar nahi rakhti
Kehdo ki jab main tumhari ore
Kadam badhata hoon
Toh tumhari dhadkan nahi badhti
Kehdo ki jab main tumhare
Roobaroo baithta hoon
Toh mere rukh ko itmenaan se nahi dekhti
Kehdo ki mere jaane ke baad
Tumne ek baar bhi meri
Kami mehsoos nahi ki
Ek aakhri baar meri kasam khaao aur
Kehdo ki har hafte tum meri
Shayari ka intezaar nahi karti..

Title: Intezaar || hindi shayari || janamdin shayari