Skip to content

Vo ladki || beautiful hindi shayari

Jab vo ladki muje pehli
Baar dekh kar muskurayi thi,
Hm to tabhi samjh gye the ye
Ladki humein umr bhar rulayegiЁЯТФ

рдЬрдм рд╡реЛ рд▓рдбрд╝рдХреА рдореБрдЭреЗ рдкрд╣рд▓реА
рдмрд╛рд░ рджреЗрдЦ рдХрд░ рдореБрд╕реНрдХреБрд░рд╛рдИ рдереА,
рд╣рдо рддреЛ рддрднреА рд╕рдордЭ рдЧрдпреЗ рдереЗ рдпреЗ
рд▓рдбрд╝рдХреА рд╣рдореЗ рдЙрдореНрд░ рднрд░ рд░реБрд▓рд╛рдпреЗрдЧреАЁЯТФ

Title: Vo ladki || beautiful hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Burq tujhe shayari bna diya

Shab-o-roz ki fikr hai ke ab poochon usska main haal kaise
Maine toh bewafayi na ki, toh mujhe hai yeh itna malaal kaise

Kaise chorh doon isse yeh illat nahi neтАЩmat hai yaar тАШBurqтАЩ
Cigarette na hou toh sulgaon bad-maazi ka poshida khayaal kaise

_________________________________

Mujh jaise ko bhi ussne jeena sikha diya
Bohat maghroor tha zameen se laga diya

Mera pathar sifat dil kabhi pighla kahan tha
Mujh jaise sang-dil ko ussne rona sikha diya

Yaar sukhan-vari ab har kisi ke bas mein kahan
Usski bewafayi ne тАШBurqтАЩ tujhe shayar bana diya

_________________________________

Title: Burq tujhe shayari bna diya


Navodaya ka zamana school life jnv || hindi shayari

yaad aa raha hai navodaya ka wo zamana

Achanak se barish ka aa jana

Aur girls mess mein dinner k liye jana

Dinner toh tha mehaz ek bahana

asal mein har bar tumne hi dekne aana

Title: Navodaya ka zamana school life jnv || hindi shayari