Skip to content

Wajah meri maut ki || maut hindi shayari

woh jo be-wajah bani
use pata hai wajah meri maut ki

ਵੋਹ ਜੋ ਵਜਹ ਬੇ-ਵਜਹ ਬਣੀ
ਉਸੇ ਪਤਾ ਹੈ ਵਜਹ ਮੇਰੀ ਮੋਤ ਕੀ

Title: Wajah meri maut ki || maut hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Kismat sad shayari || Punjabi sad life shayari || heart broken shayari video

Akhiyan nam kar hass layida
Asi gama de lekhe laye hoye haan..!!
Chedeya na kar darda nu sade
Kismat de pehla hi sataye hoye haan..!!

Title: Kismat sad shayari || Punjabi sad life shayari || heart broken shayari video


YE ZINDAGI ज़िन्दगी

ये  ज़िन्दगी….

ये ज़िन्दगी बहुत ही अज़ीब है यारो

कोई मौत से डरता है…तो कोई जीते जी मरता है

हर किसी को ज़िन्दगी से मोहोब्बत होती है

और जीवन खोने से हर किसी का दिल डरता है

किसी को हँसाती और किसी को रुलाती है ये ज़िन्दगी

और दिल रो रो कर यूँ ही आहें भरता है

किसी का शोंक बन जाती है…और कोई गले लगाना चाहता है इसे..

लेकिन “रूप” नफ़रत तो उसे हो जाती है इस ज़िन्दगी से

जो मोहोब्बत किसी से बेशूमार करता है….

 

Ye zindagi bhut hi azib hai yaaro

Koi maut se drta hai..to koi jite ji mrta hai

Har kisiko zindagi se mohobbat hoti hai

Or jivan khone se har kisi ka dil drta hai

Kisi ko hsaati or kisi ko rulati hai j zindagi

Or dil ro ro kr yun hi aanhein bharta hai

Kisi ka shonk bn jati hai…or koi gle lgana chahta hai ise…

Lekin “Rup” nfrt to use ho jati hai is zindagi se

Jo mohobbat kisi se beshumar krta hai…

 

Title: YE ZINDAGI ज़िन्दगी