Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Urdu Shairi Ghazal || hindi shayari
Is baat ki hai tumhein takleef
Hum zouq-e-sukhan rakhte hain
Humein to naaz hai taweel
Guftagoo ko hum do misron mein byan karte hain
اس بات کی ہے تمھیں تکلیف ہم ذوقِ سخن رکھتے ہیں
ہمیں تو ناز ہے طویل گفتگو کو ہم دو مصرعوں میں بیاں کرتے ہیں
Title: Urdu Shairi Ghazal || hindi shayari
Fikr mat kar manjilo ki || hindi true line shayari
Fikr mat kr manjilo ki bss tu chalta jaa,
Muskilein milengi jarur par tu apna kaam krta jaa,
Vishwaas kar apni mehnet pe,
Safalta milegi tujhe ek din har keemat pe….🙏
फ़िक्र मत कर मंजिलो की बस तू चलता जा ,
मुश्किलें मिलेंगी जरूर पर तू अपना काम करता जा ,
विश्वास कर अपनी मेहनत पे,
सफलता मिलेगी तुझे एक दिन हर कीमत पे…… 🙏

