We think our memory is weak
but….
jis se kbhi pyar kiya ho
jb usko bhoolna chaho
tab lagta hai
jaise…… sari duniya ke kaju badaam humne hi kha liye h…
We think our memory is weak
but….
jis se kbhi pyar kiya ho
jb usko bhoolna chaho
tab lagta hai
jaise…… sari duniya ke kaju badaam humne hi kha liye h…
Haqeeqat kaho to unhe khuab lagta hai
Shikwa karo to unhe mazak lagta hai
Kitni shiddat se hum unhe yaad karte hain
Ek vo hain jinhe sabkuch mazak lagta hai…🫠
हकीकत कहो तो उन्हें ख्वाब लगता है,
शिकवा करो तो उन्हें मज़ाक लगता है,
कितनी शिद्दत से हम उन्हें याद करतें हैं,
एक वो हैं जिन्हें ये सबकुछ मजाक लगता है…🫠
