Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Pyar kya hota hai || love hindi shayari
Chand ko dekha hai mei ne gaur se
Mohobbat ko mahsoos kiya hai mei ne qareeb se
Ahsaas to bahut kuch huwa
Par pyar kya hota aaj woh bhi seekh gae aapse❤
चांद को देखा है मैने गौर से
मोहोब्बत को महसूस किया है मैने करीब से
एहसास तो बहुत कुछ हुआ
पर प्यार क्या होता आज वो भी सीख गए आपसे❤
Title: Pyar kya hota hai || love hindi shayari
खबर पक्की है || zindagi shayari dault aur shaurat
duaen jama karane mein lag jao sahab,
khabar pakki hai daulat aur shohrat saath nahin jaayenge.
दुआएँ जमा करने में लग जाओ साहब,
खबर पक्की है दौलत और शोहरत साथ नहीं जायेंगे।
