Skip to content

Screenshot_2022_0906_181345-a2d882c4

Title: Screenshot_2022_0906_181345-a2d882c4

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Tum mere liye bani || love Hindi shayari

Mein chand tum Chandni
Mein tumhare liye tum mere liye bani❤️

मैं चाँद तुम चाँदनी
मैं तुम्हारे लिए तुम मेरे लिए बनी❤️

Title: Tum mere liye bani || love Hindi shayari


Chod diya || sad hindi shayari || heart broken

Usne dil ka haal batana chhod diya 
Hamne bhi gahrai me jana chhod diya
Aur jab usko hi doori ka ehsaas nahi 
Hmne bhi ehsas dilana chhod diya
Maine kaha ratse hai dushwar bahut
Usne tab se sath nibhana chhod diya
Aur jab ye kaha ki krna yad duao me
Usne tab se duao me hath uthana chhod diya💔

उसने दिल का हाल बताना छोड़ दिया
हमने भी गहराई में जाना छोड़ दिया
और जब उसको ही दूरी का एहसास नही
हमने भी एहसास दिलाना छोड़ दिया
मैने कहा रास्ते है दुशवार बहुत
उसने तब से साथ निभाना छोड़ दिया
और जब ये कहा के करना याद दुआओं में
उसने तब से दुआओं में हाथ उठाना छोड़ दिया💔

Title: Chod diya || sad hindi shayari || heart broken