Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Wo bhool gaye ki || sad and love hindi shayari

jab wo roothte the to manaya kisne tha..
aj wo kehte hai ki wo bahut bhoobsurat hai..
shayd wo bhool gaye ki bataya kisne tha
Mohabbat kar bta mat || Hindi shayari
Fikar kar dikha mat
kadar kar jtaa mat
chahta hai ki dosti bani rahe
mohabbat kar bta mat 🙌
फिक्र कर दिखा मत
कद्र कर ज़ता मत
चाहता है कि दोस्ती बनी रहे
मोहब्बत कर बता मत 🙌
