Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Ham bas tujhe chahte hai || love hindi shayari
Duniya mein koi to hoga tere jaisa
Magar mukhtasir to ye hai ki
Ham tujhe chahte hai tere jaiso ko nahi❤
दुनियां में कोई तो होगा तेरे जैसा
मगर मुख्तसर तो ये है कि
हम तुझे चाहते हैं तेरे जैसो को नही❤
Title: Ham bas tujhe chahte hai || love hindi shayari
Shadi ke pehle || After marriage side Affects
Shadi ke pehle hi duniya ghum leni chahiye…
Kyunki Shaadi ke baad to duniya hi ghum jati hai…

