
Jis se baat karta hai usse mohabbat udaar deta hai,
us se milne wale sare log karazdar ho gye,
Phele se hi tute hue the hum,
Us se mile toh hum aur barbaad ho gye…
Enjoy Every Movement of life!

Ke ab hum jaanbujhkar tumhe yaad nhi karte
Tere khato se bhi chedchaad nhi karte🙃
Subah uth tere photo bhi nhi dekhte
Ab hum baat mein bhi teri baat nhi karte 💔
कि अब हम जानबूझकर तुम्हे याद नही करते
तेरे खतो से भी छेड़छाड़ नही करते🙃
सुबह उठ तेरे फोटो भी नही देखते
अब हम बात में भी तेरी बात नही करते💔
