Skip to content

Wo ruth jati he || 2lines hindi

Wo ruth jati he me mana leta hu

Harta nhi hu sar juka leta hu 😊

#love

Title: Wo ruth jati he || 2lines hindi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Mulakaat bhi hogi || hindi shayari || sad shayari

Din hua hai, to raat bhi hogi,
Mat ho udaas,usse kabhi baat bhi hogi
Vo pyar hai hi itna pyara,
Zindagi Rahi to mulakaat bhi hogi❤️

दिन हुआ है, तो रात भी होगी,
मत हो उदास, उससे कभी बात भी होगी।
वो प्यार है ही इतना प्यारा,
ज़िंदगी रही तो मुलाकात भी होगी।❤️

Title: Mulakaat bhi hogi || hindi shayari || sad shayari


Mareeze-ishq || ishq shayari

Mareeze-ishq hain itna sataya na karo,

Hamare ishq ka mazak yun udaya na karo,

Iss ishq main to jaan bhi haazir hai hamari,

Magar mazaak main ise gawaya na karo.

Title: Mareeze-ishq || ishq shayari