Skip to content

Woh khamosh is tarah || hindi 2 lines

Woh khamosh kush is tarah kadar hai
jaise koi intkaam le reha hai

वो खामोश कुछ इस कदर है

जैसे कोई इंतकाम ले रहा हो।।

~रूचिता सिन्हा

Title: Woh khamosh is tarah || hindi 2 lines

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


BEPNAAH

Mainu ajh v yaad ae apne tin gunaah pehli muhobat kiti dooji tere naal kiti tiji bepnah kiti

Mainu ajh v yaad ae apne tin gunaah
pehli muhobat kiti
dooji tere naal kiti
tiji bepnah kiti



Bheegi bheegi raat main

Bheegi bheegi raat main tujhse milna acha lagta hai

Haathon main haath leke Milo dur saath chalna acha lagta hai

Tere saath pyaar ke haseen pal gujarna acha lagta hai

Kuch naa kehke bhi sab kuch kehna mujhe acha lagta hai

Ankho main ankhe bhar ke ek duje ko mehsoos karna acha lagta hai

Iss berang zindagi main khushiyon ke pal bharna dil ko sukoon de jaata hai

Saare gam ko bhula deta hai

Aankho se nami Mita deta hai

Aur Tera paas hona saari Kami Mita deta hai

Title: Bheegi bheegi raat main