
maine bahut koshish ki uski muskaan
dekhne ki
par wo zufo se chehra chhipa kar baithi thi
ek mai tha jo uski nazro se uska haal jaan raha tha
or ek wo thi jo kitaabo se dil lgaa ke baithi thi
Enjoy Every Movement of life!


याद बहुत आती है उसकी पर भुलाना पडता है
अपने दिल को समझा कर उसे सुलाना पडता है…🥀
Yaad bahut aati hai usaki par bhulana padata hai,
Apne dil ko samajakar use sulana padata hai..🥀