Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Rutha yaar|sad shayari
mnane ka hunr
Ya maula muje bhi de de hunar..
Kisiko mnane ka..
Yaar Ruth kr baitha hai apni zid mein aakr..

Muhabbat ka Dard
Zindagi Se badi Koi saza hi nahi ….
Mera jurm kya hai mujhe pata hi nahi …
Mai itne hisson me bant chuka hu …
Ke mere Hisse me Kuch bacha hi nahi …
जिंदगी से बड़ी कोई सजा ही नही …
मेरा जुर्म क्या है मुझे पता ही नही …
मैं इतने हिस्सों में बंट चुका हूं ….
के मेरे हिस्से में कुछ बचा ही नहीं ….

