Ja chuke ho to yaad rkhna
Ki ja chuke ho to yaad rkhna
lot ke bhi mt aana
Dubara pyar karenge
ye umeed bhul kr bhi mt jgana
Ja chuke ho to yaad rkhna
Ki ja chuke ho to yaad rkhna
lot ke bhi mt aana
Dubara pyar karenge
ye umeed bhul kr bhi mt jgana

Kalam chalti hai to dil ki awaz likhta hu
Gam aur judaai ke andaz-e-byan likhta hu
Rukte nhi hai meri aankhon mein aansu
Mein jab bhi uski yaad mein alfaaz likhta hu 💔
कलम चलती है तो दिल की आवाज लिखता हूँ,
गम और जुदाई के अंदाज़-ए-बयां लिखता हूँ,
रुकते नहीं हैं मेरी आँखों से आँसू,
मैं जब भी उसकी याद में अल्फाज़ लिखता हूँ।💔