Skip to content

Gustakh-dil-punjabi-true-shayari-status

Title: Gustakh-dil-punjabi-true-shayari-status

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Kaise dekhu kisi aur ki taraf || love hindi shayari

Kisi or ki taraf nazar kaise karun
unhe jo chahiye uss per to hukumat 
tumhari hai… ❤️

किसी और की तरफ़ नज़र कैसे करूँ
उन्हें जो चाहिए उस पर तो हुकूमत तुम्हारी है…❤️

Title: Kaise dekhu kisi aur ki taraf || love hindi shayari


Zindagi tere naam likhi hai

Zindagi tere naam likhi hai!!

Zindagi tere naam likhi hai dil ke safar mein,
Har lamha tu saath ho, toh kya baat hai guzar mein.

Muskurahat teri roshni hai andheron ke sheher mein,
Tere bina lagta hai kuchh adhura har nazar mein.

Khwaab teri baahon ke, sach ban jaaye har shaam,
Bas itna hai armaan… zindagi ho tere naam…..

~vaishnavi!!