Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Pathro se pyar kiya || hindi sad shayari
Patharo se pyar kiya kyunki nadan the hum 🙃
Galti hui kyunki insan the hum 🙂
Aaj jinhe humse nazre milane mein takleef hoti hai 😶
Kal usi insan ki jaan the hum 💔
पत्थरों से प्यार किया क्योंकि नादान थे हम, 🙃
गलती हुई क्योंकि इंसान थे हम, 🙂
आज जिन्हें हमसे नजरे मिलाने में तकलीफ होती है, 😶
कल उसी इंसान की जान थे हम।💔
Title: Pathro se pyar kiya || hindi sad shayari
Suneri Bachpan😇
Sb Cheez ka ek wakt hota hai😕
Bachpan ko hi Lelo 🤪
Kya dukh Kya dard 🫣
Sb side pe bs dosto sang khelo🤗
Maasum woh bacche jisne Kabhi kuch na jhela🤓
Unke liye toh hota Har ek din
Khusiyon ka Mela😇
Or baap Ki Jeb Puri bazar 🤪
Or maa Ki kitchen koi Khano ka thela🍗🍔🍟🌭
Woh laamhe woh pal v Anmol hote 😊
Jab koi daat v de toh maa K Godi me jaake rote🥲🥹
Or woh raate v bdi anokhi bin Kahaani sune Kabhi na sote😊
Krte msti Majak or shaitaniya🫣😅
Phir v Masum ban rote🥹
Or un Bdo ka kehna chordo inko
Chlne do bacche toh aise hi hote🫡🤓
Wakt ne wakt hi bdl Diya😢
Ab toh bs yeh Soch K sote kat jaati raate😕
Kash woh Bachpan k wakt firse Laut aate
