Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Urdu Ghazal or Shayari
KARTE HO JO IS TARHA NAZAKAT SE PARWARISH TUM
PHIR YEH BHI TO SOCHAIN NA
MIL JAAYE JO LOG KAMZARF MUQAABIL MAIN
PHIR KYA BANE GA WAHAAN DUKHTAR KE TUMHARI
کرتے ہو جو اس طرح نزاکت سے پرورش تم
پھر یہ بھی تو سوچیں نا
مل جائیں جو لوگ کم ظرف مقابل میں
پھر کیا بنے گا وہاں دختر کے تمھاری
Title: Urdu Ghazal or Shayari
Zindagi itni mukhtsar bhi nahi || hindi shayari
Is bhari kayanat mein ya rab
Apne rehne ko ek ghar bhi nhi
Pedh ke niche jo guzar jaye
Zindagi itni mukhtsar bhi nhi😊
इस भरी कायनात में या रब
अपने रहने को एक घर भी नहीं
पेड़ के नीचे जो गुज़र जाए
ज़िन्दगी इतनी मुख़्तसर भी नहीं😊
