Skip to content

Yaari

Shayad ajj main sbse kiye hue vade tod du,shayad main sbse salo purane natein tod du,ab koi mera phle jesa rha hi nhi, mere bare ab kisine kuch kaha hi nhi, nhi kaha ke hum unke liye kya hai nhi kaha ke unke dil me merelie jazbaat kya hai, kher me toh ab umeed nhi rkhta kisise,mai ab shikayat bhi nhi krta kisise, ek khaas dost hua krta tha mera, vo bhi chord gya mujhe ,aur me sochta rehgya, ke maine yari kri toh kri kisse?!

Title: Yaari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dil Ke Jazbaat shayari

Dil Ke Jazbaat shayari



Pyaar jyda hove…🥀💐|| Rishta punjabi shayari || true lines

ਰਿਸ਼ਤਾ ਉਹੀ ਨਿਭਦਾ ਹੁੰਦਾ ਹੈ
ਜਿਸ ਵਿੱਚ ਸ਼ਬਦ ਘੱਟ ਤੇ ਸਮਝ
ਜਿਆਦਾ ਹੋਵੇ ਤਕਰਾਰ ਘੱਟ
ਤੇ ਪਿਆਰ ਜ਼ਿਆਦਾ ਹੋਵੇ …🥀💐❤️

Rishta ohh nibda hunda hai
Jis vich sabd ght te smjh 
Jyda hobe takrar ght
Te pyaar jyda hove…🥀💐❤️

Title: Pyaar jyda hove…🥀💐|| Rishta punjabi shayari || true lines