Skip to content

Yaha Sirf Diljale Rehte Hai || sad shayari

Wo Aate Hai Or Dil Behla Jate Hai

Kuch Kehte Hai Or Chale Jate Hai

Koi Unse Kaho

Diljalo Ki Galiyone Me Yu Baar-2 Na Aaya Kare

Kisi Se Yu Baat Na Kiya Kare

Yaha Har Koi Apno Se Dhokha Khaya Hua Hota Hai

Dil Bas Uski Bewfai Mai Khoya Hota Hai

Yaha Dher Sara Dard Or Akelapan Hota Hai

Kahi Aap Ka Dil Na Lag Jaye Yaha

Isliye Har Baar Kehte Hai, Yaha Mat Aaya Kijiye

Yaha Sirf Diljale Rehte Hai

Title: Yaha Sirf Diljale Rehte Hai || sad shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Asi chup reh k || attitude shayari

dogleyaa ton door rehna
eh gal dil nu samjhai hoi ae
lok bol ke sunaunde aa
asi chup reh ke duniyaa machai hoi e

🤞 ਦੋਗਲਿਆਂ ਤੋਂ ਦੂਰ ਰਹਿਣਾ 🙏✌️
🧐 ਇਹ ਗੱਲ ਦਿਲ ❤️ ਨੂੰ ਸਮਝਾਈ ਹੋਈ ਐ🤞✌️
🤨 ਲੋਕ ਬੋਲ ਕੇ ਸੁਣਾਉਂਦੇ ਆ 🤨
😎💯 ਅਸੀਂ ਚੁੱਪ ਰਹਿ ਕੇ ਦੁਨੀਆ ਮਚਾਈ ਹੋਈ ਐ ✌️😎

savpreet13✍🏻🥀

Title: Asi chup reh k || attitude shayari


Sookhi zameen || farmer shayari sad

Title: Sookhi zameen || farmer shayari sad