Ye Jo ankhen hai na tumhari,
inko jara jhuka ke rakha karo,
kynki jab ye uthati hai,
hazron dil ki dhadkane dhak dhak karne lagti Hain.. ?
Ye Jo ankhen hai na tumhari,
inko jara jhuka ke rakha karo,
kynki jab ye uthati hai,
hazron dil ki dhadkane dhak dhak karne lagti Hain.. ?
Chingari ka khauf na diya karo hme
Hum apne dil mein dariya bahaye baithe hai
Are hum to kab ka jal gaye hote is aag mein
Lekin hum to khud ko ansuyon mein bhigoye baithe hain🙌
चिंगारी का ख़ौफ़ न दिया करो हमे,
हम अपने दिल में दरिया बहाय बैठे है,
अरे हम तो कब का जल गये होते इस आग में,
लेकिन हमतो खुद को आंसुओ में भिगोये बैठे है।🙌
