Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Dil ki baat
Baat dil mein reh gayi
Dard Sine mein hi reh gaya
Tum toh ho gye kisi or ke
Mein toh akela hi reh gaya
~ ਤੁਸ਼ਾਰ❤🩹
Title: Dil ki baat
Bewafai || sad Hindi shayari || two line shayari
Tum bewafai karo hum fir bhi wafa karenge
Daag do khanjar chahe seene mein hum uff tak na karenge 💯
तुम बेवफाई करो हम फिर भी वफा करेंगे
दाग दो खंजर चाहे सीने मैं हम उफ्फ तक ना करेंगे💯



