Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
TU BHUL GYA SAJNA | Sad status
kade iko painda c, ajh raah ho gaye ne vakh
tu bhul gya sajna
me teriyaan yaadan vich ho gya kakh
ਕਦੇ ਇਕੋ ਪੈਂਡਾ ਸੀ, ਅੱਜ ਰਾਹ ਹੋ ਗਏ ਨੇ ਵੱਖ
ਤੂੰ ਭੁੱਲ ਗਿਆ ਸੱਜਣਾ
ਤੇ ਮੈਂ ਤੇਰੀਆਂ ਯਾਦਾਂ ਵਿੱਚ ਹੋ ਗਿਆ ਕੱਖ
Title: TU BHUL GYA SAJNA | Sad status
Mother love
Khud se badhkar humko chahe humse shuru hum hi se khatam uski raahe hamare sapno me kho gyi uski khwahishein khin apne liye jeena kabhi seekha hi nhi bahar khana pasand nahi cinema jana pasand nahi nhi chaiye mehange uphaar kimti hai to bas ghar parivaar kabhi pyaar uska meetha to kabhi teekha hai jhooth bolna maine meri MAA se seekha hai jab jab uska dil dukha utna hi vo muskuraye yu to duniya ki sabse badi juthi hai vo par kayanaat ka har sach uske kadmo me sar jhukaye ❣️
