Skip to content

zakhm dikhaoon || 2 lines sad zakham shayari

ab apane zakhm dikhaoon kise aur kise nahin,
begaane samajhate nahin aur apano ko dikhate nahin…

अब अपने ज़ख़्म दिखाऊँ किसे और किसे नहीं,
बेगाने समझते नहीं और अपनो को दिखते नहीं…

Title: zakhm dikhaoon || 2 lines sad zakham shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Kalam E taakat || BeSt shayari ever || Power of kalam

abhi to,
jikar-e alfaazo se hi itni nafrat hai,
jab kabhi
haal-e takdeer byaan kar diyaa
tabh kya karoge hakam-e takhat
ਅਭੀ ਤੋ,
      ਜਿਕਰ-ਏ ਅਲਫਾਜੋਂ ਸੇ ਹੀ ਇਤਨੀ ਨਫ਼ਰਤ ਹੈ,
ਜਭ ਕਬੀ,
     ਹਾਲ-ਏ ਤਕਦੀਰ ਬਿਆਨ ਕਰ ਦੀਆ.   
     ਤਬ ਕਿਆ ਕਰੋਗੇ ਹਾਕਮ-ਏ ਤਖ਼ਤ 😷

Title: Kalam E taakat || BeSt shayari ever || Power of kalam


Hindi shayari || love || sacha pyar shayari

Aapke ishq ka ailaan bne baithe hain
Hum fakiri mein bhi sultaan bane bethe hain
Mein apni pehchaan btaun to btaun kaise
Jab ke hum khud teri pehchaan bane bethe hain ❤

आपके “इश्क़” का ऐलान बने बैठे हैं,
हम फ़क़ीरी में भी सुल्तान बने बैठे हैं,
मैं अपनी पहचान बताऊँ तो बताऊँ कैसे,
जबकि हम ख़ुद तेरी पहचान बने बैठे हैं।❤

Title: Hindi shayari || love || sacha pyar shayari