Mohabbat hamari bhi asar rakhti hai,
Buhat yaad aayege zara bhool kar to dekho
Enjoy Every Movement of life!
Mohabbat hamari bhi asar rakhti hai,
Buhat yaad aayege zara bhool kar to dekho
गलतियां हमारी सारी माफ़ किया करो,
रूठने से अच्छा है हमें डांट लिया करो।
Galtiyaa hamari saari saaf kiya karo
roothne se aschaa hai hame daant liya karo
kuchh is tarah se vafa kee misaal deta hu,
savaal karata hai koee to taal deta hu,
usee se khaata hoon aksar phareb manjil ka,
main jisake paanv se kaanta nikaal deta hu…
कुछ इस तरह से वफ़ा की मिसाल देता हु,
सवाल करता है कोई तो टाल देता हु,
उसी से खाता हूँ अक्सर फरेब मंजिल का,
मैं जिसके पाँव से काँटा निकाल देता हु…