Skip to content

Zaruri Dost || dosti shayari hindi

Suna hai pathar yugon ka itihaas hota hai,
Pathar pe har kisi ka itihaas hota hai,
Aur jo hamesha saath rahe,
waisa ek dost itihaas se zaroori hota hai. 

80rullah

Title: Zaruri Dost || dosti shayari hindi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Pyar dobara nahi milta || love shayari in hindi || true lines

Zindagi mein koi pyar se Pyara nahi milta
Zindagi mein koi pyar se Pyara nahi milta
Jo hai pass aapke usko sambhal kar rakhna
Kyunki ek baar khohkar pyar dobara nahi milta🥰

जिंदगी में कोई प्यार से प्यारा नही मिलता,
जिंदगी में कोई प्यार से प्यारा नही मिलता,
जो है पास आपके उसको सम्भाल कर रखना,
क्योंकि एक बार खोकर प्यार दोबारा नही मिलता।🥰

Title: Pyar dobara nahi milta || love shayari in hindi || true lines


Bahut Mahir tha main

Bahut mahir tha main khud aur khud ke rishton ko samhalne mein,

Lekin ek waqt aya jahan na main khud ko samhal paya aur na khud ke rishton ko…

Title: Bahut Mahir tha main