Skip to content

zinda hai to bas || 2 lines sad shayari

zinda hai to bas teree hee ishk kee rahemat par,
mar gae ham to samajhana tera pyaar kam pada raha tha..

ज़िन्दा है तो बस तेरी ही इश्क की रहेमत पर,
मर गए हम तो समझना तेरा प्यार कम पड़ा रहा था..

Title: zinda hai to bas || 2 lines sad shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


sad hindi shayari || heart broken whatsapp video status || tere naam || sad song

tere naam || sad whatsapp video status || sad shayari

khwahish nahi rahi ab jine ki humein
bacha jo zivan humne tere naam kiya ..!!
jo chal raha us chand dhadkno ke silsile ne
tera naam liya subah shaam liya..!!
dil ko chir kar tere sitam jo sahe humne
us har sitam mein khud ko humne zaar zaar kiya..!!
jo sanse bachi hain is seene mein
kasam se inhone mujse jada tujse pyar kiya..!!
is mohobbat ne gazab ka aram yun diya
mera sab kuch kho k tere naam kar diya..!!

https://youtu.be/Rso8ygOOZ9U

Title: sad hindi shayari || heart broken whatsapp video status || tere naam || sad song


Mazboot hoon mein || two line shayari

Zindagi Teri har uljhano ki zinda saboot hoon mein
Tujhe kya pta ab kitni majboot hoon mein!!

जिंदगी तेरी हर उलझनों  की जिंदा सबूत हूं मैं
तुझे क्या पता अब कितनी मजबूत हूं मैं!!

Title: Mazboot hoon mein || two line shayari