Enjoy Every Movement of life!
Bewafai khata hai zamane mein ye farman sunaya jaye
Bewafa ke liye saza e maut ka kanoon bnaya jaye 💯
बेवफाई खता है जमाने में ये फरमान सुनाया जाए।
बेवफा के लिए सजा ए मौत का कानून बनाया जाए।💯
Is bhari kayanat mein ya rab
Apne rehne ko ek ghar bhi nhi
Pedh ke niche jo guzar jaye
Zindagi itni mukhtsar bhi nhi😊
इस भरी कायनात में या रब
अपने रहने को एक घर भी नहीं
पेड़ के नीचे जो गुज़र जाए
ज़िन्दगी इतनी मुख़्तसर भी नहीं😊
