Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Lambe hai raste || love shayari
Lambe hai raste, haath thambonge kya
Lambi hai manzil, saath chalonge kya
Mana ittefak se mile hai,
Mana ittefak se mile hai
Fir bhi chalo kuch yaade banate hai!
Title: Lambe hai raste || love shayari
Jo jiska Naseebo hota Hai || Hindi shayari || true lines
na koi kisi se door hota hai
na koi kisi ke kareeb hota hai
wo khud he chal ke aata hai
jo jiska nasib hota hai….😇
न कोई किसी से दूर होता है
न कोई किसी के करीब होता है
वो खुद ही चल के आता है
जो जिसका नसीब होता है 😇
