Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Tumhari yaadein || beautiful hindi shayari
Jaam ne bhi haar maan li
Tumhari yaadein bhulne ke liye..
Lagta hai maut se mulakat krni hi pdegi🍁
जाम ने भी हार मान ली..
तुम्हारी यादें भूलने के लिऐ..
लगता है मौत से मुलाकात करनी ही पड़ेगी🍁
Title: Tumhari yaadein || beautiful hindi shayari
Thoda hi mila humein|| sad hindi shayari
Vo dekh kar bhi nazarandaaz karte
Par koi na gila humein
Ishq ho ya nafrat
Sab thoda hi mila humein💔
वो देख कर भी नजरंदाज करते
पर कोई न गिला हमे
ईश्क हो या नफरत
सब थोड़ा ही मिला हमे💔
