Skip to content

Zindagi ki haqeeqat || hindi shayari || life shayari || whatsapp video status || female voice

sad shayari || life shayari 

kisipe aitbaar chahe karna
magar kisise koi umeed matt rakhna
jinka man bhar jaya karta hai na
vo aksar rooth jaya karte hain
rooth kar chale jate hain
fir vapis nahi aaya karte hain
zindagi ki haqeeqat yahi hai jnab
yaad karte hain vo humko bhul jane ke liye
log pass aate hain hamare humse door jane ke liye..!!

Title: Zindagi ki haqeeqat || hindi shayari || life shayari || whatsapp video status || female voice

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


unako kahana ki || Sad alone hindi shayari

unako kahana ki aakar ye dil bhee le jaaye
ab ye meree sunata hee nahin phir isaka karoon kya…

उनको कहना कि आकर ये दिल भी ले जाये
अब ये मेरी सुनता ही नहीं फिर इसका करूँ क्या…

Title: unako kahana ki || Sad alone hindi shayari


Maaf kijiye 🕊️🙌

Mujhme hazar khamiyan hai,

maaf kijye|| 🕊️

pr apne aaiyne ko bhi toh saaf

kijiye !!🙌

Title: Maaf kijiye 🕊️🙌