Skip to content

Zindagi me bahut dard hai || maut hindi shayari

जब पहुंचा कि जब पहुंचा मैं अपनी मौत के पास
कि जब पहुंचा कि जब पहुंचा मैं अपनी मौत के पास
खुदा बोला, कि उसकी की हुई दुआओं में कमब्ख्त बहुत दम है
इसलिए मौत तो दूर की बात, तेरी ज़िंदगी में दरद बहुत कम है

Title: Zindagi me bahut dard hai || maut hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Jamane ko jaldi bhool jaane ki aadat hai

khud  par hasne ka hunar Sikh rha hu aajkal,

jamane ko wese bhi jaldi bhul jane ki aadat hai.

Title: Jamane ko jaldi bhool jaane ki aadat hai


Yaad hai ?

Yaad hai wo raat jbb humne tumhe

chaand aur khud ko Tara kaha tha

Hazaar dafa tutne ko taiyaar the jbb

Tumhe khudko humara kaha thaa

Aur humne tumhre jaane ka gam nhi kiya

Kyunki tumne jaane ki wjh khud ko

Kisi ka sahara kaha tha….

~priyanshi pathak

Title: Yaad hai ?