Skip to content

Zindagi me ek hassi kirdaar || pyar hindi sayari

जिंदगी में एक हसीं किरदार बनकर आ गया!
जो खफा रहता था अब वो यार बनकर आ गया!
उसने अपनी गलतियां समझी तो समझी भी बहुत!
उम्र भर के वास्ते फिर प्यार बनकर आ गया!!

हर्ष

Title: Zindagi me ek hassi kirdaar || pyar hindi sayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Bhuli bisri yaaden

Aaj yaadon ke kamre main kuch dhund Raha tha.

Kisi bichade hue rishtey ki tasveer ko dekh raha tha.

Beetey hue khusnuma pal yaad aa gaye

Waqt badal Gaya yaaden piche rah gaye

Aaj bhi beeti yaadon main wahi kasish hai

Berang zindagi jeene ki kosish hai

Naa jaane Kahan chhoot Gaye woh haseen pal

Woh sukoon se bharaa hua kal

Woh lamhe kabhi Laut ke nahi aayenge

Lekin hamesha khubsurat yaad ki tarah Dil main Zinda rahenge.

Title: Bhuli bisri yaaden


Jarurat nahi khawahish banna hai || Two line Hindi shayari

Kamyaabi ka safar kuch aise tay karna hai kisi ki jarurat nahi khawahish banna hai 💚

कामयाबी का सफर कुछ ऐसे तय करना है किसी की ज़रूरत नहीं ख्वाहिश बनना है 💚

Title: Jarurat nahi khawahish banna hai || Two line Hindi shayari