Skip to content

Zindagi me hosla kabhi mat || Best Life Quotes in Hindi

जिंदगी में हौसला कभी मत हारना मेरे दोस्त,

क्या पता हौसला भी तेरे हारने का ही इंतजार कर रहा हो !

Title: Zindagi me hosla kabhi mat || Best Life Quotes in Hindi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Kabhi hasa bhi to nahi || sad hindi shayari

Yun tere baad zindagi kabhi hasa bhi to nhi
Tu kab hasa tha e dil yeh yaad bhi to nhi💔

यूँ तेरे बाद ज़िन्दगी कभी हँसा भी तो नहीं
तू कब हँसा था ए दिल यह याद भी तो नहीं💔

Title: Kabhi hasa bhi to nahi || sad hindi shayari


Alfaaz satya ke

Tere aane ki khushi likhi hai meine

Tere hone ka ahesaas likha hai

Teri har baat ka jawaab likha hai meine

Shuru se anth tak tere saath rahene ka ek khubsurat safar likha hain

Teri julfo ka vo savaarna likha hai meine

Teri har aada ka ijhaar likha hai meine

Tere saath rahena likha hai meine

Tera meri zindagi mei hona hi kimti hain isliye rab se koi fariyaad nhi likhi hai meine……

Title: Alfaaz satya ke