Jab tum meri zindagi mein aogi
Mujhe thoda udass paogi ….
Mere pass mere khabo ke shivaa kuch nhiy
Ka kha ??
Tumhe tamanaa hai mere kamro ko sajne ki
Per
Mere kamre mein meri kitabo ke shivaa kuch bhi nhi
Jab tum meri zindagi mein aogi
Mujhe thoda udass paogi ….
Mere pass mere khabo ke shivaa kuch nhiy
Ka kha ??
Tumhe tamanaa hai mere kamro ko sajne ki
Per
Mere kamre mein meri kitabo ke shivaa kuch bhi nhi

unake lie jab hamane bhatakana chhod diya,
yaad mein unakee jab tadapana chhod diya,
vo roye bahut aakar tab hamaare paas,
jab hamaare dil ne dhadakana chhod diya..
उनके लिए जब हमने भटकना छोड़ दिया,
याद में उनकी जब तड़पना छोड़ दिया,
वो रोये बहुत आकर तब हमारे पास,
जब हमारे दिल ने धडकना छोड़ दिया..