Enjoy Every Movement of life!
Ishq ki khoobsurti yahi hai
Ye sabse pehle karne wale ko maarta hai❤️
ईश्क की खूबसूरती यही है
ये सबसे पहले इसे करने वालो को मारता है❤️
Qubool kar khuda, zaroorat tujhe bhi hai,
Mein muthi bhar tere liye bhi duayein laya hun…
कबूल कर खुदा, जरूरत तुझे भी है,
मैं मुट्ठी भर तेरे लिए भी दुआएं लाया हूं…
